aankhein aaj kal kisi se bhi milate ham nahin, tere bare mai kisi ko yeh bata na dein! phir zamane ki nazar se bhi bachana hai tujhe, yeh jahaan kahin nazar tujhe laga na de! tere bare mai jo yaar bethe likhne ham kabhi, 100 qataar to kitabon ki laga hi dein! tumko kaise par batayen k kitaben kitni bhi, teri khobiyan kabhi bhi na gina sakein!