suno!
agar hamara milan hua or hamen aek doosry ki bahon ka sahara naseeb hua to !!
ham aek doosry ko aesy galy lagayen gy !!
jesy hamary jeeny or duniya main any ka maqsad sirf yahi tha !!
@Rana๐
Bata kahan sy laon itna sabar
ky tu bat b na kry or muje farak bi na pary
@Rana ๐
bohat kuch h kehny ko
par na jany qun
kuch na kahon to behtar lgta
@Rana ๐
yakeen mano ...
aj shidat sy dil chah raha k
band ankhon ko kholon or
samny tum ho
@Rana๐
itna asan nhi hota
nimaz main mangy gaye shakhs ko bhool jana
@Rana๐
yaden b bari zalim hoti hain
hasty hasty rula deti hain
@Rana๐
one day you will miss me
but i will not be there
@Rana๐
Masroof koi nhi hota
jis ko chahat hoti hai
wo khud ap sy bat krta hai
@Rana๐
ab tumary dil par kabhi dastak nahi don gi main
mainy dekhi hai
tumary dil main beqadri apni
@Rana๐
usny bat bat par masrufiyat ka bahana krna shuru kr diya
main samj gai k ab aeham nahi rahi
@Rana๐
rabton ki bheek na mangen
jo apky bagair khush hai. usy khush rehny den ๐ข
@Rana๐
muhabat mukhtasar bi ho to
bhool jany main zindagi beet jati hai
@Rana๐
ab muje uljna nhi ata
ab main haar man jati hon ๐ฅน๐
@Rana
phir youn hua k ham dono e joothy nikly
bichar kar wo bi khush hai
or mari main bi nhi ๐๐
Dili sakoon kho jaye
To har cheez bekar lagti hai ๐
muje tumsy shikyat nhi
par yad ata tera muj sy
muhabat krna ....@Ranaโฃ๏ธ
kesy. kahon k bohat khaaas ho tum
fasly to qadmon k hain
par har waqat dil k pas ho tum
kitna mukhlis hota ho ga wo shakhs
jisy itna zaleel hony k bad wohi shkhs chaye
Muhabat agar chehry sy hoti to ...
khuda dil qun banata ?
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain