pagal kar ky kehta hai 💔
pagal ho gai hai 💘
Tum to shayad jee lo mery bin
jee na paon gi main tery bin 💔
wo mery bina khush hai to shikayat kesi
ab main usko khush bi na dekhon to
muhabat kesi 🤗
bari be sakoon si hai zindagi apni 😒
phir bi ham 💔
tery sakoon ki dua mangty hain
mera mehboob kisy hor da hoi janda ay
💔
💔💔sad evening
Dard tab nhi hota jab log sath chor dety hain
dard tab hota jab uny koi or mil jaye or hamen ignore kia jaye 💔
muje nafrat thi us teesry sy
bad main pata chala wo teesra main hi hon 💔
jimil karty hain kagaz par ashk meri ankho k
aesa lagta hai din thory reh gaye hain sanson k
bina peyar k kia karna hai is duniya main jee kar
my fvrt song 💔
jin ka dil bara ho
uny dard b bary milty hn 💘
logon sy kia shikayat
ham to khud ko zehar lagty hn 💔
Naraz to ham khud sy hain
apsy to aj bi eshq hai _____ jan
Bara meetha nasha hai uski yad ka
waqt guzarta gaya or ham adii hoty gaye 🖤
kitni takleef hoti hai na jab tum kisi sy itna peyar karo
or wo kisi or k sath ho 💔
💔💔💔💔
kehny walon ka kuch nhi jata
sehny waly kamal karty hain 😒
jany kahan basy ga tu 💔
jany kahan rahon gi main 💘
Mil gaya hai usy koi
ham sy behtar 💔
Muhabat dl dl ki tarah hoti hai
jo is main chala gaya kabhi wapis nhi ata
😞
kitny majboor hn ham peyar k hathon
na tujy pany ki okat 😢
na tuje bhool jany ka hosla 💔
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain