wo tera shuru shuru ka chahna bht yad ata hai ....!π
Bas wo lamhat kahin sy wapis a jayen !!!π
zindagi ny aek bat to seekha di hai.....!!!!
ham hamesha kisi k liye khaas nhi rehty π

mainy us sy juda ho kar bi dekha
muhabat bharny k siwa kuch nhi hua
kabhi frz thy ham b kisi par
har waqt phir yon hua rafta rafta ho gaye qazza π«
Allah ny chacha to wo bi hasil ho ga
jo laa hasil raha ab tak π
bas ik meri muhabat e nai samj paye tumπ
baki to meri har ghalti ka hisab rakha tumny π
yr muje wo tera shuru shuru ka chahna π
booohat yad ata hai π
Dard ki bat mat kro sahib π₯π₯
jis ny bi diya bey misal diya πππ
Har jeeny waly k pas
zindagi nahi hoti
Ankhen band kar k tumari majoodgi ko mehssos karny k siwa
mery pas tumsy milny ka doosra koi rasta nahi
Miss u meri jan miss u so much π
mukhtasar ye hai k tum achy lagty hoπ
kabeel ye hai k tumari chahat ki dasatan bht lambi haiπ
zawal ye hai k tum door ho π
kamal ye hai k ham jee rahy hainπ

zindagi chal rahi hai bas π
kya ho raha kya ho ga ....π
kuch pata nhi π

phir yon hua k bat bat par zid krny wali larki ny
sabar krna seekh liya π

Dil to ham ny bi lagaya tha kisi sy
Ab na wo dil raha or na wo shakhs ππ
Badalny par majboor krty hain log π
Warna khuda ki qasam π
Ham aesy to nhi thy π
Dil ki basti weran kr k chala gayaπ
jo shakhs kehta tha bara peyar hai tumsy π
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain