tery bin ik pal dil nayion lagda
dekh lo aek jalak oooo
dekh lo aek jalak a ja ab a bi ja .
.
ajeeb tarah sy guzar rahi hai zindagi
socha kuch .kia kuch .hua kuch .
or mila kuch πππ
aj likhny ko kuch nahi bas aesa samjo
dil udas hai πi miss u jan
khatam apna dard kar jaon
jee main ata hai aj main mar jaon π
mehsoos kar hamen khud main jan
teri sanson main rehty hn ham
hatam apna dard kar jaon
je main ata hai aj mar jaon π
December ki udas sham ππ
kesy kar lety ho berukhiyan
dil nai dukhta tumara ?
mukhtasar sa qeyam hai or bas
ham yaden chor kar chaly jayen gy π
Bahana qun talash karty ho masroof rehny ka π
saf keh do k ab dil main jagah nahi π
Lo maan liya hamny π£
parwah nahi tumko πππ
π΄allah hafiz
Tery dard sy dil abad raha π
___
yad to aya ho ga ye song ....π
Hans Hans kar dekha hai mainy
par dil ki werani nhi jati π
Bohat door chaly gaye
kuch log bohat pas a kar
wafa kisy kehty ho tum ye to muje maloom nhi _____
magar youn chor jana agar wafa hai to ....
khoob nibhai tumny πππ
faisla logon ka tha ___
zaaat teri meri thi π
dil ko kon samjaye π
khawab khawab e hoty hain π
main chachti hon meri umar bi usy lagy
meri khawaiysh hai meri mout ka dukh dekhy π
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain