Dunia daari tum nibaty rahy
Waady sary tum bhulaty rahy .
Abhi to hum "Ibtada e justaju" main hain.
Abhi faslay bohat ..
Abhi rastay bohat..
Ma Aaj bhi bhoola nahi
"azab e jawani"
.
Ma Aaj bhi Ooron ko nasihat nahi karta
Talaash manzil ky marhalon main ye hadsa bhi ajeeb dekha ...
.Adeee
Faraib rahon main beth jata hai surat e ekhtiyar ban kar.....
Kon ha motbar zamany main..
Kis k wady pay aitbaar karain
Bhool jany ki umar beet gai
AaO aik dusray ko yaad karain.
Ankhon ma basa lety hain roothy huy manzar
......
W....
Jaty huy logon ko pukara nahi kart..
Hum nay chupaya lakh magar chup na saka...
Injaam kar Raz e dil zar khul hi gia...
Dar hi kya tha keh deny ma
Adee
Khul kar bat jo Dil main thi
Aah ...
Dil,Darya samandron doongay
Kon diilan dia jany huu.
Pehlii bar ha jiii.
Pehlii bar ha jiii.
Is qadar
Kisi ki dhun sawar ha jii.
Zindgi jab kuch deyti ha to ehsan nahi karti
oR
Jab kuch leti ha to lihaaz nahi
Zaroori nai k kuch tornay k
liy "pathar" hi uthaya jaye
Bas "lehjaa" badal kar bolnay
say bhi DiL toot jaya karty hain.
Palat kar jawab dena beshaq ghalt bat hai .
Lakin sunty raho to loG
bolnay ki had bhool jaty hain!
oR tumHarY chaHnAy say kuch naHi hota jab tak ALLAH na chahy...
(Alquran)
"Mazakh" ka sahara lay kar Aaj
kal log "Dil" ki baat kar dety
hain.
Zindgi asan nahi hoti
is ko hamesha asan banana parta ha.
Kuch "nazar andaz" kar k
Or
Kuch "bardasht" kar k
Zindgi ko Zaroorat zarurat ma rakho ,Khuwaishat ki tarf ly kar Na jao
Zaroorat faqeeron ki b puri hoti ha
oR
Khuwaishain ameeron ki bhi reh jati ha.
Hazrat Ali (R.A)
Farman e Hazrat Ali ...
Itny khusk na bano ky toR diay jao...
OR
Itny naram bhi na bano k
nachoR diay jao.
Muashrat ka aik asool.
Ik pal jo tujhy bhoolny ka sochta hun..
Meri sansain meri taqdeer sy uljh jsti hain.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain