"Muhabat" or "Dosti" Ye do cheezain asi hain jou har toufan ka mukabla ker sakti hain.. Mager aik cheez in dono kay tukray tukray kr skti ha.. or wo ha "Galet fehmi"
Barishon main qaberstan ka chaker lga liya kro.. Waha wo dafan han.. Jou Bejli ki chamak dakh kar apko apnay senay say lga lia kerty thy....
Tum nay jana tha ma nay jany diya... Is say bhar kar wafa main kia krty.....
Hum akhri sans tak tery hain... Dill pay sary ikhteyar tery hain... Tum ao tou neend nahi ati... Neend ay tou sary khwab tery hain.... β€οΈβ€οΈ
Earthquake in Islamabad...
Jis Terha Mardon ko "Baa-heya"Aurtain psand hain ... Usi terha Aurton ko bhi Ba-Qirdar Mard psand hain.....
Jou ksi ka bura nahi chahty!!! Un ka sath koi bura nahi ker sakta!!! Ye mery Raab ka wada ha...
Zindagi main koi na koi haar asi hoti ha!!! Jis kay bad jenay ka dill nahi kerta....
Muhabat krna bari bat nahi ha Usy nibhana or us main rehna bhari bat ha..... β€οΈ