Main apne ap se ikta rha hn ta bhi tu sowe maqtal ja rha hn hanso mujh pr meri nadaniyo pr main mukmal ho k bhi pachta rha hn mere azaz main dunya sjaw main khud se lar jhgar kr arha hn mere haq main dua krna parindo main darkhto ko bachane ja rha hn na Jane kn mujh main chekhta hy na Jane main kis ka naqsh pa rha hn ajab halat hoti jati hy meri mujhe lgta hy main ghbra rha hn mujhe forn se phele chor do tum agr main jhoti qsme kha rha hn meri mano mujhe mehfaoz kr lo main mitta ja rha hn
Dil nhi dost umed toti hy Tune nhi qismat ne Chora hy Zindagi ne mout ka rasta btaya hy Ja rha hun khiyal rkhna Rona nhi dua krna Zindagi chor k nhi qabr main jene ka irada kiya hy Kisi k sath nhi akele jina sekh liya hy