Haq ke baat .. such baat loog sunnay ko tiyar he nahi... har koi samjta ha.. main kafi samajdar hun. Magar samajdar wo hain. jo masjidon ko abad keya howay hain.
Jo loog shadi late kertay hain. ya late kerwatay hain apni aulad kee. . uss say bara kumaqal insan duniya main aur koi nahi .... Allah nay prinday ko jora deya... life easy rahay ... insan k liya to uss say 100 gunna ziyada zarori ha jora uss ka. 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊