muskarana tera .... sharmana tera ... bouhat yaaad aye ga ... asa be kya aik din aye ga 🤔
Ankhon pay kala chichma... anso chupanay k liya hain sahib..😎
insan jitna b acha ho.. par uss main koi na koi gandhi adat zaror hoti ha.. 😎😎
Jitni post jo ap kertay aur parthay hain.. in say kabi koi fayda howa. 😂😂😂
Gud morning
Achay insan ke pechan na uss k ikhlaq say hoti ha . na kapron say hoti ha...
balkay us ke Gf say hoti ha 😊😊😊
Admin ko ban kernay say phelay user ko aik warning deni chaye..
Kya hal hain. sub k .. 😴😴
Nemaz time bye.
its so boring
Sub jag gay ... par meri wali gadhay ghoray baich k abi tak so rahi ha
Gud morning
Meri gf gawa ha... main sharif banda hun.. larkiyon k chakar main nahi parta 😊😊😊
Main iss liya post nahi kerta k larki kise ka msg aye... larkay b ker saktay hain msg .. 😊
Likhtay hain i love u... phir mita detay hain... asi uljan main kuch dinon say jee rahay hain . 😊😊
Kash english ati... apni b 3 4 gf hoti 😊😊
Bara mushkil hota ha. kise larki ka msg skip kerna 😂😂😂
Princess id dekh k dar lagta ha.. kahain meri wali he id badal k to.nahi a gaye 😂😂😂
Piyar bantnay say bharta ha...
apnay ass pass k logon say piyar kerain.. iss waqat ap k ass pass to shayd main he hun 😊😊😊😊
Aye meray humsafar ...tu aik zara intezar ker... main corneto lay aon.😉😉😉.
wesay my gf eat .. walls Sandwich and urs ??😊😊😊
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain