Allah Hafiz All friend duaon mn yad rakhna mein jarah hon hmesha kay lye dd chor kar koi narazgi hu to maaf krna
siyah raat udaas Dil😔😔
ulghi hoi zindgi thakay hoy ham😲😣
badalna kon Chahta hay 😌
magbor kar detay hain log 😐
dosti aur rishta aisay logon kay sath rakhna chaye go dukh kay moqay par sath kharay hon😌
khushi mein to khusray bhi nachnay aajattay Hain 😏
raaz hasti kuch ni aksar yehi dekha giya
be khbar hastay rahy baa khabar rotay rahy😑
Dil bhi badal jay badalti ruton kay sath
ham gis taran phyly thy ab nahi rahay 😔
chahara to mil jay ga ham say bhi khubsorat 😐
par gab bat dil ki aay gi to haar Jao gay😔😔
ur jaingy tasveer say rangon ki tran ham 😔
waqt ki tehni par ham prindon ki tran hain😑
ye bhi axha hay kay us ko achay ni lagty ham😏
chlo wo roy ga to nai hmaray jany kay baad,😔😑
ham royoun say aashna log hain😏
ahem honay ka weham nahi paltay 😔
qadar kegiye aisay rishton ki go apkay senay kay opar penni geb kay bgay senay kay ander dhraktay dil mein dil chespi rakhtay hain ❤️❤️
fursat mili to aaingai piyangay Zaror
muhtarma♥️♥️
suna hy chay bnati hu to gali mehak uthatai hay😋☕
log to martay Hain hussan par
ham tu teri giftagu pay martay Hain 🙃🙃