Damadam.pk
r-n-n-2587922's posts | Damadam

r-n-n-2587922's posts:

r-n-n-2587922
 

Main us ko batata tha paraishaniyan dil ki
Wo matha choom kr kehti thi khuda khair laray ga
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Ab roz baat to hoti hai lekin
Ab batoon main wo baat nhi hoti
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Mohabbat bhi bhalla koye krnay ki shay hai
Himmat kijiay nikkah kijiay
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Sirf tumhari tasveer ko daikhta hu
Qasam se aur koye nasha nhi krta
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

The prophet (saw) said
The most beloved to me is the one who has best character
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Jorh torh ki is duniya mai har shay kabilay murammat hai siwaye etbar k
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Khud ko kisi ki amanat samajh kr hr lamha wafadar rehna bhi "mohabbat" hai

r-n-n-2587922
 

Komay ishq sub se nirali kom hai
Kyun k ashiqo ka taluq
kom kabilay ya kisi (firkay) se nhi hota__
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Sub hadsaay mil kr mera kuch na kr sakay
Ik tera igtenaab____meri jaan legaya<
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Mohabbato mai laad uthan
Har aik k bss ki baat nhi h@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Aksar raat gaye tak main chokhat pr betha rehta hoo
Sigret peta chand ko takta or man mai bakta rehta hu,
@khan.gR

r-n-n-2587922
 

Tapak parhtay hain aansu jb yaad tumhari ati hai
Ye wo barsaay hai jis ka koi mosum nhi hota
@khan.gR