Maturity is when you realize: jahan tumhari jagha na ho, wahan se kinara kar lena he behtar hai, ehsaas dilane se kuch nhi hota ku ky mangny sy to srf bheek hi milti ha muhabbat,izzat ya phr samny waley ki zindgi mai jaga nhi. Hum zabrdasti kisi ko apny liya mukhlis nhi kr skty