Damadam.pk
roha's posts | Damadam

roha's posts:

roha
 

Mujy khoo kr Teri aankhen nahi pehly jesi,
Tery nuqsan sy barh kr, ye hy nuqsan Mera.. 😔😔

roha
 

Ho bhi sakta hy k ye safr akhri ho Mera...
Ye bhi ho skta hy tum dekh na pao mujhko....

roha
 

Insaniat qzaa kr k log...
Mussaly uthaae phirty hen....

roha
 

Kistrah tum hmen jeety ho khabar hy tumko,
Kistrah hum tumhen haary hen tumhen Kiya maloom.... 😭😭

roha
 

Suna hy aik Laila thi, suna hy aik majnoo Tha...
Chlo na phr sy krty hen wohi ik dastan zinda😔😔

roha
 

Aao ankhon sy baat krty hen...
Lafz mtlab bigaar dety hen.... 😔

roha
 

Faisla Tha logon ka...
Zaat Teri meri thi.. 😥😥😥

roha
 

Na bhi chaho to mil hi jaega,
Dunya me dhoka urooj pr hy....

roha
 

Boht muddat hui ae bakht tujhy soye huy,
Ab zra jaaag, k 2,4 ghrii men so lon....

roha
 

Judaa ho kr bhi dono jee rahy hen aik muddat sy,
Kabhi dono hi kehty thy k aisa ho nahii skta🤔🤔

roha
 

وہ اپنے حسن کو الزام کچھ نگیں دیتے
میری نگاہ پے تھمے لگاتے جاتے ھیں

roha
 

یہ تیری آنکھیں، دعا صفت آنکھیں
ان میں کیا درد پالتی ہو تم 6

roha
 

یقیناً وہیں پہ رہتی ہو.....!!!!! پهول خوشبو جہاں سے لاتے ہیں.....!!!!!

roha
 

اس نے جب کہ دیا برے جو تم!
ھم نے بھی برایو کی ہد کر دی

roha
 

یہ تعلق بھی بہت خوب رہا ہے کچھ دن
تو میرے نام سے منسوب رہا ہے کچھ دن
آنکھ رو رو کے تیری راہ تکا کرتی تھی
دل تیری یاد سے مغلوب رہا ہے کچھ دن
تیری تسبیح بنا کر تجھے سوچا کرنا
مشغلہ یہ میرا مرغوب رہا ہے کچھ دن
شاید اس بات کا مطلب میں سمجھ نہ پاؤں
کیوں میرا دل تجھے مطلوب رہا ہے کچھ دن
بارش-سنگ سے پہلے یہ ذرا سوچ تو لیا ہوتا
تیرا محسن , تیرا محبوب رہا ہے کچھ دن
#محسن

roha
 

Men bistar-e-khayal py leta hon usky pas....
Subh-e-azal sy koi tqaza kiye bger....! 😭😭

roha
 

Kyaaaa kaha? Ishq jawdaani hy?!
Aakhri bar mil rahi ho kya.....

roha
 

Aaj Ham Bichhre Hain To Kitane Rangeele Ho Gaye
Merii Aankhen Surkh Tere Haath Peele Ho Gaye
Kab Kii Patthar Ho Chukii Thii Muntazir Aankhen Magar
Chhuu K Dekhaa To Mere Haath Geele Ho Gaye

roha
 

muntazir āñkheñ haiñ merī shaam se
sham.a raushan hai tumhāre naam se
chhīn letā hai sukūñ shohrat kā shauq
is liye ham rah ga.e gumnām se
sach kī ḳhātir jaan jaatī hai to jaa.e
ham nahīñ Darte kisī anjām se
apne man kī baat ab kis se kahūñ
aa.ina nārāz hai kal shaam se
kyā ajab duniyā hai ye duniyā yahāñ
log milte haiñ magar bas kaam se
aisā kuchh ho jaa.e dil TuuTe nahīñ
sochiyegā aap bhī ārām se
mujh se pūchho āñsuoñ kī barkateñ
mutma.in huuñ ranj-o-ġham ālām se

May b.....
r  : May b..... -