Damadam.pk
sara_gul's posts | Damadam

sara_gul's posts:

sara_gul
 

Salam to all my friends

sara_gul
 

Agar tm chaty ho ka tmry rizaq ma farakhi ayy to apny walidan ka liya duwa Kya kro
Allah tm par rizaq ka darwazya khol da ga

sara_gul
 

Insan apni Zindagi ma khob sa khob tar ki khowahis krta rahta ha
Lakin Jo uska pass ha us ka shukar Allah sa kabi nai karta

sara_gul
 

Zindagi ma salon rahat or tasken sirf namaz ki badolat ha

sara_gul
 

Rusty khoun ka nai blka ahsas ka hoty ha

sara_gul
 

Many suna ta ka waqat badal ta ha
Lakin naii insan badalty ha waqat ki trha

sara_gul
 

Salam to all kasy ho frands

sara_gul
 

Namaz kaim krosub frands

sara_gul
 

Namaz kaim kro

sara_gul
 

Salam to all

sara_gul
 

Sub frnds Kal ka rozah zaror rakna ok

sara_gul
 

Insan ki guftagu sa uska wazan kiya jata hai
Aur
Uska kirdaar sa uski qeemat lagaai jati hai
Khubsurat hona aham nai blak
Jisse sa mojabbat Jo Jaye wo khubsurat lagny lagta hai

sara_gul
 

Dost ak kitab ki trah hoty ha safha kitna bi porany ho Jay lakin alfaz ki ahmyat hoti ha

sara_gul
 

Dine ki panah husan ha

sara_gul
 

Badisha to bhut sa guzry ha
Maghr sahzaday to sirf do tha
Imama Hasan (rz)
Imama husan (rz)

sara_gul
 

Ay khuda hum sub mosalmanoo ko gamy husaan atah farmah

sara_gul
 

Chirya hoti ha batya par pankh nai hota batiyo ka
Maikah bi hoty ha sasoral bi hoty ha
Par gar nai hoty batiyo ka
Maikah waly Katy ha batii to parya dhan ha sasoral waly katy ha ya to parya gar sa ai ha
Ay khuda ab to hi bta ya batya kis gar ka liya banai ha

sara_gul
 

Jumah tul mobarak ho

sara_gul
 

Islam zindah hota ha har karbalh ka bad

sara_gul
 

All damadam usar and all my frands ap sub ko nayah salh mobarak ho my bast wishes to all