Damadam.pk
shama_33's posts | Damadam

shama_33's posts:

shama_33
 

tum mang k to dekho
dena wala be hisab deta ha

shama_33
 

tum wo krty ho jo tum chahty ho phir hota whi ha jo mn chahta hn
tum wo kro jo mn chahta hn phir hoga whi jo tum chaho ge
allah ka hukm

shama_33
 

jb jisam sa roh nikal skti ha
to dil sa log kion nhn

Nawabon ki dunya p raj krty hn hm
s  : Nawabon ki dunya p raj krty hn hm - 
shama_33
 

log kesy bhol jate hn teri khudai ko ay rb
mujh sa to tera bnaya hwa ik shaks bhulaya nhn jata

Rona to sikhaya jata ha hansna sikha kro
s  : Rona to sikhaya jata ha hansna sikha kro - 
shama_33
 

hota ha to ghafil us zaat sa awan
jis zaat na ik zaat nhn dunya ko bnaya
written by dr poetest fatima rasheed awan darwash