Qabil Rashk Hai Wo Muhabbat Jis Main Tum Kisi Aaisay Shakhs Ko Paa Lo Jo Tumharay Emaan Ko Mazbooti Bakhshay Aur Tumhain Naik Bana Day
Chunay Howay Hain Labon Par Tere Hazaar Jawab Shikayaton Ka Maza Bhe Nahin Raha Ab To
Hamain Tum is Qadar Chaho Kay Ham Magroor Ho Jain
Muhabbat Ka Maza Tab Hai Jab Mahboob Mehram Ban Kay Milay
Muhabbat Main Zid Nahin Hoti Muhabbat To Hatyaar Daal Dainay Ka Naam Hai
Har Kisi Kay Naam Par Nahin Goonjti Sahib Dharkanain Bari Ba Asool Hoti Hain
Behkay Behkay Se Andaaz e Bayan Hotay Hain Aap Hotay Hain To Hosh Kahan Hotay Hain
Mujhay Tanha Mat Karna Tujh Main Basi Hai Meri Duniya Saari
Main Chahon Bhe To Wo Alfaaz Na Likh Paon Jis Main Bayan Ho Jaey Kay Kitni Muhabbat Hai Tum Se
To Hasdi Sohni Lagdi Aay Too Kamilay Khul Kay Hasiyaa Kar
Talab Ye Hai Kay Tum Mil Jao Hasrat Ye Kay Zindagi Bhar Kay Liay
Mujhay Nahin Maloom Wo Pehli Baar Kab Acha Laga Magar Uskay Baad Kabhe Bura Nahin Laga
Mere Khayal Ka Mujhay Kuch Khayal Nahin Tere Khayal Ne Mera Khayal Rakha Hai
Dil Sakoon Chahta Hai Jawab Tumharay Bagair Mumkin Nahin