nigah e yaar ne Kl yun sambhall k dekha mujhy
k tazkirah Bhi na ho or dastaan Bhi rhy
Nibha rha hai taaluq wo is trha SAHIB
k dosti Bhi rhy,Ishq ka gumann Bhi rhy
khubsurat sa ik pal qissa ban jata hai
jany KB,KOn zindagi ka hissa ban jata hai
kuch log zindagi mein asy Milty hain
jin se kabhi na totny wala rishta ban jata hai💞❤❤💕
us KO dekha to
Musawwar se mera rabt brha
mein ne us shakhs mein
qudrat k nazary dekhy
yar us shakhs mein bat alag hai warna
is se pehly Bhi Kai log hain pyary dekhy
us se keh do k
Muhabat mein khayanat na kary
wo AGR khuwab Bhi dekhy to humary dekhy💞❤❤
ghalib!
ay Ishq braa heraan hon Teri kahani pr
tujhy zra tarss na aya meri jawani pr
Iqbal!
mein to ishq hon mera to kam yahi hai
Kya tumhein yaqeen na tha Yusuf Ki kahani pr
hanss kr Bhool jati hon batein
sari
is ka matlb yeh nahi k dill pr nahi lagti
cheezein kahan khubsurat hoti hain!
khubsurat to Lamhy,yaadein or kuch log hoty hain
humein ab khu k Kehta hai
mujhy tum yaad aty ho
kisi ka ho k kehta hai
mujhy tum yaad aty ho
samandr tha to zor o shur se lehrein bnata tha
ab qatra ho k kehta hai
mujhy tum yaad aty ho
Darweshi ankhein us Ki
Mureed kr gai mujh ko
Baharein hamesha ap Ki tarf rwwan rahein "Maa"
Mujhy kabhi ap ka dukh dekhna naseeb na ho
Ameen
suna hai mein ne Kahin!
k jis chaon mein izzat e naffs zakhmi ho
us se dhoop kahin ziyada behtr hai
hum nibha sakty hain jnaab
humara taaluq Jhelum se hai❤💕
yaqeen Jan k tu pehli tarjihaat mein hai
yaqeen Jan yeh duniya ehham nahi hai mujhy
hazaron loug hain itraaf mein mere Lekin
tere ilawa koi muhtaram nahi hai mujhy
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain