Ju dill k sche hote hain wu aksr tnha hote haain
Mere dushmam khud ko sherr smjte hain par mujy sherron ko kuton ki trha palna ata h
Apni zindagi apni merzi se jeo
Qk na tu mu bnd hongy or na zubane
Fana itni ho jaon teri zaat m ya Allah ju mujy deke ose tuj se muhabaat ho jaye
Agr ap pursokoon zindagi ghuzarna chahtin hain tu ik jumla apni zindagi se dlt krdin
«log kya kahin gy»
Kl wahi axhi maa ban skti h
Ju aj axhi larki ho
Baat munasib h
Dunya munafiq h
Logon ko kune se na daro
Daro us bt se
K logon ko khush krte krte khud ko na ku du
Logon se jalna chor din
Izat Allah pak deta h
Insan nhi!
Qbiliyat itni barhao k tumhe “haarane” k kiye koshishin nhi “sazishin" karni pare
Jb bi khud ko akila smjin tu apny dill m jankin agr wahan rab mojood h tu ap ko dunya m kisi ki zarort nhi h.....
Beshak
Na jane kon c shuhrt pe insan ko naz h
Insan tu apni akhri ghusal ka bi muhtaaj h
Log bi kitne ajeeb hote h na
Ghlt sabit hone par maafi nhi mngte balke talouq hi tur lete hain
Kisi se muhabaat krne ka behtareen tareeqa ye h k ose apni duaon m yaad raka jaye
Kch log ap se seek kr ap ko hi seeka dete hain
Zindagi ka koi etbar nhi,
Jis qdr momkin hi dosron k km aao_
Hazrat imam hussain a.s
Jane walon ko rasta dijiye
Wasta nhi....!!!!!!
