aye Zindagi tujhe Kya kahun.. Mere Sath tune Kya Kiya.. Jahan Aas ka Koi Diya nahi.. mujhe us Nagar pahuncha Diya.. na me Bade saku Na me ruk sakun.. Na hee dil ki baat samajh sakun.. na Kisi ko Kuch Bhi Keh saku.. tujhe Kya kahun tune Kya Kiya.. manzilon ki khabar to todii.. par raston ko uljha Diya.. aye Zindagi tujhe Kya pata.. yaha kis ne kis ko gava deya.. Aye Zindagi tujhe Kya kahun.. nice naa..โค๏ธ๐