Damadam.pk
tubbi11's posts | Damadam

tubbi11's posts:

tubbi11
 

Magr os ny khuda ki qasam kha kr Kaha tha .
K mujhy tum se muhabat ha

tubbi11
 

Tmse lrai k bad bukhar ho jaya krta tha mjy
Socho becharny py kia hal huwa hoga mera

tubbi11
 

Har Shaks Nahi Hota Har Shaks K Kabil....!
Har Shaks Ko Apne Liye Socha Nahi Krty..!

tubbi11
 

Tu pehly b Kaha aata tha qareeb mere
Ye waba toh meri jaan abhi abhi ai ha

tubbi11
 

Aakhir guzar hi jaye gi ye Hayat
Ye koi Tahayat thori ha

tubbi11
 

Asul_e_muhabbat m toh tum khud bewafa ho
Wo agar bichra toh tum mar kiu nahi gay

tubbi11
 

Tum toh likhty rahy meri Aankhu pr Gazal
Kabhi pocha hi nahi roti Kiu ho ?

tubbi11
 

Ek Baar Dekh To Lete Meri Aankhon Ki Udasiyan,
Meri Muskurahaton Se Tum Kyun Fareb Kha Gaye.

tubbi11
 

Is bulandi se tu ny mujhy nawaaza Kiu tha
Gir k mein toot gai kaanch k bartan ki tarha

tubbi11
 

Bekarari Dekhi Hain To Mera Zabt B Dekh
Itna Chup Raho Gi K Chekh utho Ge Tum

tubbi11
 

Gussa buht krty ho
Muhabbat ho gai ha Kiya ?

tubbi11
 

Mr. Pea body and Sherman

tubbi11
 

Tom zada cute lgta ha ya jerry ?

tubbi11
 

Tiger

tubbi11
 

Ab lout k aany ka tkalluf mat krna
Jee bhar gaya tere intizaar se

tubbi11
 

Intizar hamesha rahy ga
Lekin aawaz nahi dongi

tubbi11
 

Kuch log akela ho jany k khouf se
Beqadry logo k sath bandhy rehty hen

tubbi11
 

Thikana tera qabar hai kuch to ibadat kr kahawat hai kissi k ghar khaali hath nhi jaate

tubbi11
 

Pata hy dard kisy kehty hain..
. Jab ap kisi ko kho bh na pao
Or kisi k ho bh na pao

tubbi11
 

Na dunia se lagao
Na he koi thekana
Jis k liye chora sub
wo ishq b nikla begana