Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

AsalaamuAlaikom Ramdan ul mubarak pakistan

Pakistani Celebs image
u  : .q1 Good evening Pakistan how are you All?? - 
umna
 

log to aesi moun utha kar follow request send kara hai hain kih jesy mein ny khirat kia ho but sab log jis jis ny bhi mujhy requset send kiae to mein ny un sab users ko block kar dia hai

umna
 

pata ni yeh bore d.d kab khatam hoga

umna
 

karachi ki sardiyon mein aik cup ki chae hojae☕🍪🍩🥚🥜🌮

umna
 

Gul plaza mein aag lagi thi to pury plazy mein kaisy and kyun lagi kyun kih plaza kisi kapry ya kisi kaghaz sy to ni banaya howa tha jo aik flor mein aag lagai to pura palaza hi jal kar raakh hogia to yeh karachi city ko pakistan ko badnaam karny ki sazish hai takih halat aur bhi kharab kar k karachi city ko badnaam karwaya ja saky

umna
 

ALLAH PAK humary karachi city gul plaza sadar shpping malls mein aag lagny sy bohot hi Afsos naak hadsy mein kho jany waly masoom shehriyon ki maghfirat farmay bakhshish kary
aur un k ghar walo ko sabar jamil atta kary Ameen sum Ameen yeh kyun howa kaisy howa kuch bhi samajh mein ni aata kih pury plazy mein hi aag lagai mujhy to dukh sy Alfaz hi ni mil rahain kih humary karachi city mein hi kyun aesi hadsaat ho ty rehty hain very very sad

Digital Art image
u  : .q1 Happy New year Pakistan🎉✨🎊 - 
umna
 

koi comments to karta ni bikar mein followers request send kar k log phir yehi kehty rehty hain mein busy hon to kya faida followers bana ny ka

Pakistani Celebs image
u  : .q1 jumma Mubarak Pakistan - 
Pakistani Celebs image
u  : Hi guys how are you All?? - 
umna
 

sukoon hi sukoon hai d.d par aaty jaty follwers to tang hi karty rehty hain jesy job deny kly naam pata city age and ap kya karti ho ka puchty hain

Pakistani Celebs image
u  : Hi guys how are you All?? - 
umna
 

1 to December and upar sy bore d.d

umna
 

kash kuch aesa kamal ho jae old
Damadam.pk wapis aajae

umna
 

yeh jo baghir profile dp k farigh fazul log mujhy follow request to bilkul bhi mat send kia kary pata hi ni chalta kih boy hai ya girl mein block hi karti jaongi

Pakistani Celebs image
u  : .q1 Good evening Pakistan - 
Fake and bad users ny apni aoqat dikhana shuroo kar dia hain but i don't care ab yeh dono bhi gy meri block list mein and mujhy koi bhi pagal ullu bewaqoof saada na samajh kamzor larki mat samjhy okay Tarkhi users
u  : Fake and bad users ny apni aoqat dikhana shuroo kar dia hain but i don't - 
Pakistani Celebs image
u  : 💕Hum to wo hain Jo tum Kabhi ban nahin sakty💕 - 
umna
 

Good evening pakistan