Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Jo log mujh sy jalty hain to wohi log apne ap sy zyada mujhy behtar samajh ty hain so mujhy ab ghussa ni aata jalny do jo mujh sy jalty hain

Good night
u  : Good Night Pakistan sweet dreams - 
umna
 

Hum aesi dor mein hai kih jahan par yeh pata ni chalta pehlu mein Betha howa dost hai ya saanp

umna
 

Wesy yeh aj internet signals bhag q rahai hain??

soun sathiya mahia ishqa te siahia rung rung jao
u  : soun sathiya mahia ishqa te siahia rung rung jao - 
umna
 

Log star leny kly har kachra post kara hai hain

Very beautiful place sky and moon
u  : Very beautiful place sky and moon - 
umna
 

(***)wo aksar mujh sy yeh kihta rehta hai kisi aur ki na ho Jana kahin mein toot jaonga mein kihti rehti hon un ko jab dil ny tujhy chon lya to mein bhi Teri hon(***)

umna
 

Humy yeh ni dikhna kih kon kaisa hai q k log just apni Aoqat dikhaty hain and apna wohi mizaj wohi riwaya social media ki website py bhi dikhaty hain Jo un pagal jahil logo ki real life mein bhi ho ta hai but humy ab har jata har kisi k samny apni personal life to show ni karna chahye q k humari zati zindagi humary tak hi mehdood ho to Achi lagti hai

.q1 Happy New year Pakistan
u  : .q1 Happy New year Pakistan - 
Good evening
u  : Good evening Pakistan - 
umna
 

Jab mein hansti hon to mery Abu meri Ammi sy kihty hain aj to ghar mein bahaar aagai jab mein khamosh rehti hon to mery Abu meri Ammi sy kihty hain aj to jesy duniya khatam ho gai

Mujh sy hasad karny walo jalny walo buri nazar rakhny walo ka mou kala i am fine shine yumna khan
u  : Mujh sy hasad karny walo jalny walo buri nazar rakhny walo ka mou kala i am - 
umna
 

Hi guys how are you All?

Good morning
u  : .q1 good morning Pakistan have a nice day - 
umna
 

Meri post dikh kr log mou utha kar apni taqrir souna ny mashwara deny kly pohunch jaty hain but mein ny privacy lagai hai to log bichary follow request send kr dena shuroo kr dety hain to mein sab request rejected kar deti hon q k Log just apni Aoqat hi dikhaty hain

umna
 

Jab tak matlab ho tab tak zamana ap k sath rehta hai jab matlab jesy hi khatam to tab foran sy bhi pehly zamana ap ka sath chor deta hai

umna
 

Mein ny apni sab follows and khod ko unfollow kar dia hai cmnts like to koi karta ni tha just attitude hi dikha ty hain d.d k maghroor log

Funny joke
u  : (***)humy kisi sy kuch Lena dena nahin hai sahib hum to apni ishq mein khoy - 
Pakistani Celebs image
u  : Good night Pakistan -