Cmnts like to koi karta ni nazar rakhny kly follow karty hain
(***)meri wafa meri dosti meri emandari ras na i kabhi un ko waqt gozar gia jab wapis Lot kar aaya wo to mery pas us kly kuch na tha na wo ehsaas na wo jazba (***)
Log khod sy hi dosti kar ty hain khod sy hi feeling's ka mazaq ura kar zidd pakar kar Jan bujh kar Jan churany kly bahany dhundh kar kabhi kia tuhmat laga ty hain to kabhi kia ilzamat laga kar badnaam kar ty hain to jab wohi waqt aesi logo sy badla leny kly un par aaja hai to phir wohi log pachta ty howy mafi mangny kyun puhonch jaty hain jab log dil sy utar jaty hain waqt gozara jata hai
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain