mujhy follow krny ka aesa kon sa faida hai ?? Kih follow krny k bad cmnts like ni aati meri shakal dikhny kly ya mujh pr nzr rakhny kly mat follow kia kry please q k rules k mutabiq follow to follow cmnts like kly hi hai okkkk
Teri Ankho ka Andaz kihta hai tu pyaar mujh sy hi kar ta hai Teri baato ka Andaz kih ta hai kia? Tu yaar mujh py hi mar ti hai Teri Ankho ka Andaz kih ta hai tu pyaar mujh sy hi kar ta hai Teri baato ka Andaz kih ta hai tu yaar mujh py hi mar ti hai
Mujhy pagal kutty ny ni kaata Jo logo k dramy dikho mein ny apni marzi sy d.d join kia hai or apni marzi sy hi leave krongi jab meri marzi ho gi so please bikar users mery say sy bhi door hi ra hain to yeh wesy users k haq mein behtar hai
Mein to kisi sy bhi hasad nahin karti na hi kisi sy bhi jal ti hon na hi kisi sy bhi ghuroor takabur bughaz karti hon to Log bhi mujh sy hasad jalan ghuroor takabur bughaz krna chor de
(***)jab jab baat kar ta hai wo sitam gar mujh sy mein jab kar ti hon shikwa usy sitam gar kih ta hai pagli mein mar to nahin gia masroof rehta hon apni kaam mein yaad tujhy tab bhi rakh ta hon(***)