hansi mazaq dosti izzat qadar khayal ehtiram achai lehaz bohot kar lya ab umna sakht sanjeeda ban gai hai ab d.d waly gy bhaar mein umna bhi ab d.d sy bad users ki wajha sy door hi rehti hai
log apni aoqat mein reh kar hi baat kary to theek warna d.d k log hai hi kya cheez jisy achy sy baat karoo to wohi sar par char jata hai jis par ghussa karoo to wo dushman ban jata hai mein d.d k 1 1 user ko achi tarha janti hon pehchan ti hon log mujhy mat sikhay mein sikh choki hon log khod kuch insaniyat sikhy