Hum bhi kabhi kamyab thy apni waqt par Damadam.pk par apni mehnat sy apni himat sy poora d.d meri izzat karta tha phir 1 Azab nazil howa or sab khatam but mera kuch bhi ni jata jis ki jitni aoqat thi usny apni itni aoqat dikhai and es poory d.d par har doosry user ny apni fake ids banai d.d k achy logo ko tang kya torches kya but mein wo wahid d.d user hon kih mein ny kisi bhi qisam ki apni naam ki fake ids ni banai na hi kisi ko tang kya na hi fuzool faltoo mazaq kya kisi sy