Damadam.pk
umna's posts | Damadam

umna's posts:

umna
 

Mein ny apni sab followers ko unfollow kar dia hai un mein sy ab yeah mat kihna k umna ny humy ni bata ya and mein ny post ko thi but ap logon ny ignore kar dia cmnts Like to koi karta ni tha agar karta bhi to jesy ehsaan jata raha ho so please ab 66 followers mein sy koi bhi gila mat karna

umna
 

Pas aae dooriya phir bhi kam na howi ek Adhori c humari kahani rahi aasman ko zameen yeh zaroori nahin jab mily jab mily ishq sucha wohi jis ko milti nahin manzily manzily rung thy noor tha jab qareeb tu tha aik janat sa tha yeh jahan waqt ko ret py kuch mery naam sa likh k chor gaya tu kahan humari Adhori kahani humari Adhori kahani humari Adhori kahani khushbooao sy teri yu he takray gy chalty chalty dikho na hum kahan aagy janaty dhar yehi tu dikhy kyun nahin chand suraj sabhi hain yahan intizaar tera sadiyon sy kara ha pyasi bethi hain yahan humari Adhori kahani humari Adhori kahani humari Adhori kahani

u  : 100% right .k1.i6 and good night Pakistan bewafa zamana bewafa log - 
umna
 

To my All followers unfollow to unfollow please q k ap log cmnts or lk to karty ni and upar sy yeh d.d bhi bore hai jesy kachry ka dibba

u  : zindagi me agr ap ko koi kaamyaab ni dikh skta to ap apni aetimaad or - 
umna
 

Pata ni sab yeh q chahty hain k jesy he mein theek ho jao meri shadi kar dengy but mein to apni Adhory kaam mukamal karna chahti hon phir sy school Teacher Teaution teacher dress Degsiner make up expart coking expart bana chahti hon

u  : zindagi me agr kbhi mushkil wqt aae to Apni kamzori kisi ko b mt dikhao apni - 
umna
 

Yeh pyaar mein kyun ho ta hai han aaaa han aa LaLa La LaLaLaLa La La La La kyun kisi ko wafa k badly wafa nahin milti kyun kisi ko dua k badly dua Nahin milti kyun kisi ko khushi k badly khushi nahin milti yeh pyaar mein kyun ho ta hai yeh pyaar mein kyun ho ta hai kyun kisi ko wafa k badly wafa nahin milti ishq kitna ruly sari duniya bhuly beqarari barhy chaen ek pal na aae log ishq mein kia sy kia howy mil gy kabhi phir joda howy bas khizan mili bahar es mein umar kat rahi intizaar mein kyun kisi ko hansi k badly hansi nahin milti kyun kisi ko wafa k badly wafa nahin milti

umna
 

(***)un ko to na jany sath chor jany ka bahana chahye tha na jany hum aetibaar ki kon c Dihleez par khary thy(***)

umna
 

(***)jab waqt tha sath tha tab baat kuch or thi ab to sari duniya sy yaqeen bharosa or pyaar khatam ho chuka hai(***)

umna
 

(***)har baat har dosti har khushi har rishta waqt par achi sahi lagti hai(***)

umna
 

usy hansna bhi ho ga usy rona bhi ho ga usy paana bhi ho ga usy khona bhi ho ga subah sham tanhi mein aahy bhary ga har dil jo pyaar kary ga

umna
 

(***)tery jany sy Akely jeena sikh Lea mein ny Ab tu lot kar aa bhi jae wapis koi farq nahin ho ga(***)

u  : Hahahahaha oye yeh mera Adiya hai .c1.d1 and Good Morning Pakistan - 
u  : 100% Right And Good Night Pakistan - 
umna
 

Beauty tips agar ap k chehry par dany hain to es kly multani mitti ka maks lagy istimaal karny ka tareeqa multani matti ko bilkul bareek pees kar us ka powder bany or thandy pani mein shamil kar k chamcha us time tak hily jab tak garha mask ban ni jata mask bany k bad chamach ly kar multani Matti k mask ko apni chehry par lagy or phir 15 mint k bad tishu pepar sy apna chehra saaf kar k thandy pani sy dho daly apni chehry ko esi ap ka chehra saaf chamakdar ho jae ga yeh mask ap hafty mein 3 baar use kary yeh oily skin walon kly hai

umna
 

My Great friend anmolnaz bewafa ab kabhi bhi online mat ho na itny arsy sy ap ghaib ho and mein mar gi ap kly bas

umna
 

Wo jo hum mein tum mein qarar tha tumhy yaad ho kih na yaad ho

umna
 

Yeh Jo 56 followers bany ho ap log mujhy to koi Ehsaan ni kia ap logon ny so please mujhy yeh 56 log unfollow kar den q k cmnts to kkarty ni ap log to mujhy follow karny ki bhi koi zaroorat ni hai ok

u  : .q1 guys how are you all and good night Pakistan -