GhAzaL) Fasly To Pyar Ki "Pehchan" Howa Krty Hein Na Jany Q Log "Preshan" Howa Krty Hein, Ye Haqeqat Hy K Jahan Toot K Chaha Jaye, Wahan Bichrny K "Imkan" Howa Krty Hain, "Muhbt" B Tofan Utha Deti Hai Dil Main, Phr Rasty Sunsan Howa Krty Hein, Dil B To Ek Ghr Hai Jo Kbi Bsta Hai Ujry To Phr Jesy Khali "Makan" Howa Krty Hein Bhichry Kbi B Lout K Nhi Aaty .SAQI. Bas Fqt "Yadon" K Kuch "Nishan" Howa Krty Hein...:
Jis ne pouch a hum se Bichaary yaar ka , Is ko seene say lagha kar Rooh Pare , Apne Dil-Bar ki kushi k waste, Dil ka har Ghum Chupa kar Rooh Pare, Likh kar Iss ka Naam Dil k Work Par, Apni Hasti ko Mitta kar Rooh Pare, Jo Milley hain Zahkim A Piyar Mein, Wo Zamane ko Dikha Kar Rooh Pare!!!!!
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi... Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi... Jitna marzi kisi ko apna bana lo, Jab ankh khulegi... Tanhai hi milegi !
Under the sea, there lays a rock. In the rock, there is an envelope. In the envelope, there is a paper. On the paper, there are 3 words… ‘Forget me not’
Mein usay kaise akela chhor dun is raah mein Saath jo chalta raha majboriyon k baad bhi Ban k khushbo rach gaya hai yun mere ehsas mein Door ho paya nahi wo dooriyon k baad bhi Rafta Rafta us ko bhi ye duniya raas aa gai Muskura k wo mila hai ranjishon k baad bhi Fasilay kab kam hoay hain Raabtoun k baad bhi Ajnabi thy ajnabi hain Mohabtoun k baad bhi
Shaam e Gham Ki Qasam Aaj GhamgEen Hain Hum Aa Bhe Jaa Aa Bhe ja Aaj Meray Sanam Dil PreShan Hai Raat Veeraan Hai Dekh Ja Kis Trah Aaj tAnhA Hain Hum Shaam e Gham Kii Qasam Khail Kaisa Jo PehlOo Mein tOo Hi Nahien Maar Dalay Na dArd e jUdaii Kahien Rut HaSEen Hai To Ko Kya Chandni Hai To Kya Chandhi Zulam Hai Or jUdaii Sitam Shaam e Gham Ki Qasam Ab To Aaja K Ab Raat Bhe So Gaii Zindgi Gham K Sehraon Mein Kho Gaii DhOondhatii Hai Nazar tOo Khaan Hai Magar Dekhtay Dekhtay Aaya AankhOn Mein Nam Shaam e Gham Ki Qasam