Na Tujh ko chorr sktay hain
Tery ho b nhi sktay
Ye kesi Bebasi hai k
Hum Ro b nhi sktay
Ye kesa Dard hai jo Pal Pal Hmain
Tarrpaye rkhta hai
?TUMHARI YAAD?
Ati hai to phir so b nhi sktay
Chupa sktay hain aur na Hum dikha sktay hain Logon ko
Kuch aise Dagh hain dil pr jo Hum dho b nhi sktay
Kaha tha chorr dain ge ye Nagar phir ruk gaye lakin!
?Tumhain paa too nahi sakty magar kho b nhi sakty
Ban Jaon Agar Tum Sa, Tumhain Kaisa Lagay Ga?
Har Pal Main Rahon Tum Se Khafa Kaisay Lagay Ga?
Parhtay Ho Mujhay Tum Jo Nazmon Ki Tarha Se,
Ho Jaun Agar Tum se Qaza Kaisa Lagay Ga?
Tum Pyar Mein Khud Ko Kabhi Mitany Pe Ho Razi,
Ban Jaye Agar Payar Saza Kaisa Lagay Ga?
Khud Par Bhi Ziyada Ho Yaqeen Tum Ko Kisi Par,
Wo Shaksh Hi De Jaye Daga Kaisa Lagay Ga?
Tum Auron Ki Mehfil Mein Diya Ban K Jalo Par,
Tanhai Milay Tum Ko Sila, Kaisa Lagay Ga??
Ye dard mit gaya to phir?
Ye zakhm sil gaya to phir…?
Bichhar kar sochta hoon main,
Wo phir se mil gaya to phir…?
Main titliyon k shehar mein,
Rahoon to mujh ko fiker hai…
Wo phool jo khila nahi,
Wo phool khil gaya to phir…?
Tujhe bhi kuch nahi mila,
Mujhe bhi kuch nahi mila…
Tamam umer k liye,
Ye dard mil gaya to phir…?
Main is liye to aaj tak,
Sawal bhi na kar sake…
Agar mere sawal ka,
Jawab mil gaya to phir…?
Har Shaks Se Ulfat Ka Iqrar Nhi Hota
Har Chehre Se Dil Ko Kabi Pyar Nhi Hota
Jo Roh Ko Cho Jae Jo Dil Me Utar Jae
Us Ishq Ka Lafzon Me Izhaar Nhi Hota
Jab Pyar Juda Ho To Ye Husn Bhi Veeran Hai
Mehboob Bina Koi Singaar Nhi Hota
Jo Ishq Me Mar Jae Samjho Wo Nagena Hai
Ban Jae Wo Patthar Bhi Bekar Nhi Hota
Kya Samjhoge Tum Humari Benaam Mohabbat Ko
Ye Ishq Ka Sauda Hai Sar-e-Bazar Nhi Hota.
Dard-E-Judai Tujhy Agr Bata Dety
Sath Anpy Tujhy Be Hum Rula Dety
Hum Ko Manzor Nahi Tujh Ko Rulana Warna
Dastan-E-Gham Tujhy Be Hum Suna Dety
Kash Mehfil-E-Janan Mai Agr Hum Hoty
Raqeebo Ko Tora Hum Be Sata Dety
Dekty Hi Usny Ankhain Pair Li Warna
Nazr-E-Sitmghar Say Khud Ko Jala Dety
Kehny To Dety Apna Haal-E-Dil Tuhy Sunana
Pir Jo App Chahty Wahi Hum Ko Saza Dety
Teri Yaadon Ky Khaaq Hony Ki Fikar Na Hoti
To Hum Kaab Ka Dil-E-Jabir Ko Dafna Dety
Is Drd E Judai Ka Anjam Mje Ni Malom
Ab Dun Kisy Gham Ka Pyam Mje Ni Malom
Ak Ajnbi Ki Khatir Khud Ko Sza Dty Rhy Umr Bhr
Aya Tha Kbi Us Ka Koi Salam Mje Ni Malom
Musalsal Aty Rhy Hichkiyan Muj Ko Aksar Shb E Firaq
Kon Le Rha Tha Mra Nam Mje Ni Malom
Ab Krta Hn Me Intizar Ajal Ka Anmol
Na Jany Kb Aye Moat Ka Pyam Mje Ni Malom
Tri yadon k bna koi lmha gzara nai
ik pal nai jb tmhe hmne pukara nai
mri nkamion ka itna bi gm na kjiye
agr ap jete he to me hara nai
ye nq$h-e-drd k $e utr jae chere $e
mene abi apka gm dil $e utara nai
tere bin yun kt rahi driya-e-zindgi men
kshti bi he majhi bi hai, kinara nai
kr raka he ji$ne $are gar men ujala
an$u he mera ye koi tota hua tara nai
k$ko gle laga k royen namurad hm
i$ bhri dnia men apna koi $ara nai
marez-e-i$hq he tmanai khdk$hi ka ab
ghre hen dl k zkhm or koi chaara nahin
wo aa ke poonchh den aan$u hamari aankhon $e
itna bhi hamare haq mein na$eeb hamara nahin
itna he bd-na$eb “A“ ka ye jahan
lota he zindgi ne j$e maut ne mara na.
Hm Donoo
Chalo Ik Basar Phir Sy Ajnabi Bann Jaen Hm Donoo
Nah Mein Tm Say Koi Umeed Rakhoon Dilnawazi Ki
Na Tm Meri Taraf Dekho Galaat ANdaaz Nazroon Sy
Na Meray Dil Ki Dharkan Larkharaey Meri Baton Sy
Na Zaher Ho Tmhari Kashmakash Ka Raaz Nazron Sy
Tmhain Bhe Koi Uljhan Rookti Hai Paish Qadmi Sy
Mujhay Bhe Loog Kehtay Hain K Ye Jalwaay Paraaey Hein
Meray Hamraah Bhe Ruswaiyan Hain Meray Maazzi Ki
Tmharay Saath Bhe Gozri Hoe Raton K Saaaey Hain
Ta”Aruf Roug Ho Jaey Tu Usko Bhoolna Behtar
Ta”Aluq Roug Ban Jaey Tu Usko Toorna Acha
Wo Afsana Jisay Anjaam Taak Lanaa Nah Hoo Mumkin
Uasay Ik Khoobsorat Mour Day K Bhooolnaa A6ha
Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Bun Jaen Hm Dono.
...BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso''on ko sajaya na jaa saka../
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka../
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera../
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka../
jab teri yaad aayi to koshish ke bawajood../
aankhon main aanso''on ko chupaya na jaa saka../
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain../
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka../
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho../
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka../
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar../
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka../
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye../
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka../
Farz kar lo kh hum mile hi na thy.
Tum ne hum se wade kye hi na thy.
Ye muhbat tu ek dhoka thi.
Tum ne chahat se hath thamy hi na thy.
Tu tu ek wafa ka pekar hai ae sanam.
Teri zaat main ghum hi na thy.
Manzil or rasta muhabt ka ek tha.
Kash k raste main hum male hi na thy.
Dil tu ek bacha tha ae A.
Ek dosre ko chahte hi na thy.
Jate lamhy dono k ansu thy ankhon main.
Aghaz muhabt main hans kar male hi na thy.
Mili Har Qadam Par Rafaqat Tumhari,
Kahan ham Kahan Yeh Anayat Tumhari
Humain Chaheye Bas Taluq Tumhara,
Mohabbat Milay Ya Adawat Tumhari
Kabhi aanso, kabi khushbo,kabhi naghma bun kar
hum se har sham mili hai tera chehra bun kar
meri jaagi howi raato ko usi ki hai talash
so raha hai meri ankho mein jo sapna bun kar
raat b aye to bhujti nai chehray ki chamak
rooh mein phail gaya hai wo ujala bun kar
Dhoop mein kho gaya wo hath chura kar
ghar se jo saath chala tha mera saya bun kar.../I miss you
ﺳﻨﺎ ﮬﮯﺭﻭﭨﮭﻨﺎ ﺑﮭﯽﭘﯿﺎﺭ ﮐﯽ ﺭﺳﻤﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺷﺎﻣل ہے۔۔۔ﻣﺠﮭﮯ ﻟﮕﺘﺎ ﮬﮯ
ﺗﻢ ﺑﮭﯽ ﺁﺟﮑﻞ ﻧﺎﺭﺍﺽ ﮬﻮ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ۔۔
ﺗﻮ ﮐﯿﺎ ﺳﻤﺠﮭﻮﮞ؟ﻣﮕﺮ ﺩﯾﮑﮭﻮ۔۔۔۔
ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﺭﻭﭨﮭﻨﺎﻧﺎﺭﺍﺽ ﮬﻮ ﺟﺎﻧﺎﺑﺠﺎ ﻟﯿﮑﻦ۔۔
ﻣﺠﮭﮯ ﺍﺗﻨﺎ ﺗﻮ ﺣﻖ ﺩﻭ۔۔۔ﭘﻮﭼﮫ ﻟﻮﮞ
ﻧﺎﺭﺍﺿﮕﯽ ﮐﯿﺴﯽ؟ﺟﮩﺎ ﮞ ﺗﮏ ﯾﺎﺩ ﮬﮯ ﻣﺠﮭﮑﻮ۔۔
ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺩﺭﻣﯿﺎﮞ ﺷﺎﺋﺪﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﯽ
ﺭﺳﻢ ﺍﻟﻔﺖ ﭘﺮ،ﯾﺎ ﻭﻋﺪﻭﮞ ﮐﮯ ﺗﻘﺪﺱ ﭘﺮ
ﮐﮩﺎﮞ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺤﺚ ﮬﻮﺗﯽ ﺗﮭﯽ
ﻣﻨﺎﻧﮯ ﺭﻭﭨﮭﻨﮯ ﭘﺮ ﺑﮭﯽ،ﮐﮩﺎﮞ ﺗﮑﺮﺍﺭ ﮬﻮﺗﯽ ﺗﮭﯽ
ﺗﻮ ﭘﮭﺮ ﺧﻮﺩ ﺳﻮﭺ ﻟﻮ
ﻧﺎﺭﺍﺿﮕﯽ ﺑﯿﮑﺎﺭ ﮬﮯ ﻣﺠﮫ ﺳﮯﮐﮧ ﮨﻢ ﺩﻭﻧﻮﮞ ﻣﺴﺎﻓﺮ ﮨﯿﮟ .,
ﺍﮎ ﺍﯾﺴﮯﭼﻮﮌﮮ ﺩﺭﯾﺎ ﮐﮯﮐﮧ۔۔۔
ﺟﺲ ﮐﮯ ﺩﻭ ﮐﻨﺎﺭﮮ ﮨﯿﮟﮐﻨﺎﺭﻭﮞ ﭘﮧ ﺭﻭﺍﮞ
ﺩﻭﻧﻮﮞ ﻣﺴﺎﻓﺮ ﺳﺎﺗﮫ ﭼﻞ ﮐﺮ ﺑﮭﯽﺑﮩﺖ ﮨﯽ ﺩﻭﺭ ﮬﻮﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﺗﻮ ﺟﺐ ﯾﮧ ﺩﻭﺭﯾﺎﮞ ﮨﯿﮟﺩﺭﻣﯿﺎﮞ
ﭘﮭﺮ ﺭﻭﭨﮭﻨﺎ ﮐﯿﺴﺎ۔۔ﻣﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﺳﻤﺠﮭﻮﮞ💔💜
Shukar ada karty raha karo us Rab ka @*
jo brdash sy ziada dukh ni deta.""
magr oqat sy ziada sukh zror deta hai"-* gd mrng
At that time, instead of fighting against Khalil and marvi, and my body, to argue with the message of my will, it is better if you seek forgiveness from Allah. Be afraid of Allah's wrath, and listen to me in the words of the sinner. Today we are ALLAH. It has been deprived of going home. The Kabah is closed in the Holy Kaaba. My God 🙏🏻
Khana kaaba 🕋 is closed for 3 hours for cleaning cause of corona virus issue... shouldn’t we be saying astaghfar instead of fighting for two such people who have nothing to do with Islam, and a rubbish campaign on mera jism.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain