To all friends Jumma mubarak
A musam itna khubsorat na hwa kar ab har kesi k pas mahboob nahi hota
Mard ki dosti mard k sath h i achi lagti ha.Orat k sath mard serf nikah ma acha lagta ha.
A boll boll to kyo ro rhi ha taira to baal bighra hai rona to un hai chahia j jin k yar bichray hai
Kesy nai hmara hal pucha ham nai hans kar kaha zindge ma gum hai gum ma dard ha dard ma maza ha or mazay mai ham hai
Kash bnana wala nai dilll sheshay ka bnaya hota jo torta us k hath pa zakham to aya hota jab wo daikhta ana hath to usey apni b aewafai ka khiya to aya hota
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain