Muzmil-Baloch : Wo kehty hain na jb ap kisi ko achay lagty ho na to us waqat koi aeb burai nazar nhi aati sain lekin jb jiska jee bahr jaye to hazaron batin nikalti hain1 day ago
Sheral_roy : yes mgr esaa q smjhty hen sb1 day ago
Muzmil-Baloch : Nhi yar aksar log mujhy bura sumjhty hain yahan ap tu meri behin hain maan hain mera bhai behin ka rashta mazbot rashta hota hai sis1 day ago
Sheral_roy : tu taklif hyy kia mujhe apse1 day ago
Muzmil-Baloch : Pata Nhi kb duniya chor jain to kisi ko takleef nhi dena chahata main1 day ago