Attitude_virus: han m, log taweez gandon pr mazaaron pr yakeen rkhty hain, inki aqal pr maatam krne ka muqaam hai3 hours ago
maahamkhan : Masha Allah aisa hi hona chahiye3 hours ago
Attitude_virus: Alhamdulillah kabhi esi niyat se nh gya, na aaj tak kisi baby ke waseely se kuch manga hai, jab bhi manga hai rabb se hi manga hai, bas isi bat ka ghamand hai, Alhamdulillah3 hours ago