BanameBadshah : wah teacher g ya to bhot common cheaz ha . urdu ma isay mashroom kahtay Hain aur ya bhot sari bimari k lea istamal Hoti dwai Banti is SA aur ya bhot mehngi bikini b ha lakin ya bhot nayab cheaz ha bhot Kam milti ha bachpan ma hum isay bhot dhonda karta tha phr isko pka Ka Khana Ka bhot Maza ha aur Kabhi Kabhi bachpan ma isay bechtay b tha us dor ma6 hours ago