Allah unko slamat rakhe jin ko dekh kar hum zinda hain magar ye afsos sare zindgi rahy ga ke meri har bat ko wo drama samajhty rahy 🙂 Agar kisi ka dil dukha ho meri waja se to mujhy maf kar dena magar idhar itna to samajh aya k jis ko khud sy barh ke chaho to wo bas takleef hee deta hai har waqt kash ke kabhi unko apni ghalti ka ahsas ho Aap sab dost boht achy hain magar allah ap sab ko dheron khushyan or lambi zindgi de Aameen 🥀🙂...