Mohabbat sharton per nahi ki jati...
Mohabbat ma jo jesa hai.. Wese he Qabool kiya jata hai.. βππ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Mana k mai kuch bhi nahi..
Magr mujhe sa koi hai bhi nai... βπ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Takleef ye nahi k mohabbat ho gai..
Dard ye hai k bhulaya nahi ja raha.. ππ₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Ye to acha hai dil sirf sunta hai...
Agr bolta to Qayamat hota.. ππ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Mohabbat nibhai nahi jati...
Magr nafrat k pakkay hai logg..βπ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Kitne aam se hain hum...
Dekho tumhain yad bhi nahi aate.. ππ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Tere hisse ka waqt aj bhi tanha guzarta hai... ππ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Har sath mustaqil nahi rehta... βπ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Kuch Aansoo raaz hote hain...
Hamare or Allah k darmiyan.. β€πππ₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
In fasalon ma...
Sabhi faisle tumhare hain... π₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Mere khoon ma ek or bat shamil hai...
Hamare barho ne bari darguzar seekhai hai.. ππ₯π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯
Jab tumhain lage k tum mere ho...
To aane ma dair mat karna... β€π₯
La Hasil Mohabbat#ππ₯