Damadam.pk
Aizamughal's posts | Damadam

Aizamughal's posts:

Aizamughal
 

Na he shikwa na shikayat...
Na raha koi gilla...
Shukr bss Rab ka kiya hai...
Jab se hum ko tu mila...
Meri dharkan pe teri dharkano ka raaj chale...
Tere hone se meri Zindagi ko sans mile...
Dil-e-Nadan ki har khushi tu hai.. ❣️❀
Someone special.. πŸ’žβ£οΈ

Aizamughal
 

Bat uttrry tere dil ma...
Jo mera dil soche...
Aye dharkan teri dil ki ...
Mere dil se ho k...
Ban ek khawab tery dil ma youn uttar jaon...
Teri ankhon k shahar se na lout kar aaon....
Dil-e-Nadan ki har khushi tu hai... β€πŸ’žπŸ’•
Someone special... ❣️❀

Aizamughal
 

Kabhi kabhi Zindagi ko samjhne k lye..
Mazboot nahi behiss hona parta hai.. βœŒπŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Aizamughal
 

Zehni sakoon chahte ho to piche morrh kar na dekhe.. ✌πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Aizamughal
 

Wo chorh kar nahi..
Torrh kar gaya hai.. πŸ’”πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Aizamughal
 

Soch samjh kar Aitbaar kiya kare...
Hamdard ko dard banne ma dair nahi lagti... ✌πŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Sab se mehngi parti hai wo mohabbat... Jahan khud ko sasta kar diya jae... πŸ‘ŒπŸ₯€πŸ”₯
A  : Sab se mehngi parti hai wo mohabbat... Jahan khud ko sasta kar diya jae... - 
Aizamughal
 

Mohabbat kuch nhi hai -
Ye faqt dhoka he dhoka hai -
Magar phir bhi......
Issi dhoke ma sari umer kut jae -
To acha ho.....
Issi dhoke ma dil se boojh hut jae -
To acha ho....
Mohabbat kuch nhi hai -πŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Aizamughal
 

Suno!
Un se kehna -
Agar payar kar bhi liya hai -
To nibhanana seekho -
Yon....
Zaisat ki raahon ma -
Tanha chorh jana -
Wafa nahi hoti -πŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Mohabbat sach hai.. Lekin logg jhoote hain.. πŸ₯€πŸ”₯
A  : Mohabbat sach hai.. Lekin logg jhoote hain.. πŸ₯€πŸ”₯ - 
Aizamughal
 

Suna hai is mohabbat ma -
Bara nuqsan hota hai -
Mehkta, jhoomta jeevan -
Ghamon k naam hota hai -
Suna hai cheen kho kar wo -
Sehar se shaam roota hai -
Mohabbat jo bhi karta hai -
Bara badnaam hota hai -
Suna hai is mohabbat ma -
Kahin bhi dil nahi lagta -
Bina us k nighahoon ma -
Koi mosam nahi jachta -
Khafa jis se mohabbat ho -
Wo jeevan bhar nahi hansta -
Bohat anmool hai ye dil -
Ujarrh kar Phir nahi basta -
Suna hai is mohabbat ma -
Bara nuqsan hota hai -πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Aizamughal
 

Kafi arssa beet gaya hai -
Jane ab wo kesa ho ga -
Waqt ki sari karhwi batain -
Chupke chupke sehta ho ga -
Ab bhi barsti barish ma wo -
Bin chahtrri k chalta ho ga -
Mujh se bichrhe arssa beeta -
Ab wo kis se larta ho ga -
Acha tha jo sath ma rehte -
Bad ma us ne socha ho ga -
Apne dil ki sari batain -
Jane kis se kehta ho ga -
Jab bhi yad ma ati hon gi -
Tanha beth k rota ho ga -
Kafi arssa beet gaya hai -
Jane ab wo kesa ho ga -πŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ’”πŸ₯€

Zabardasti k rishte zaida dair tak nahi chalte.. πŸ₯€πŸ”₯
A  : Zabardasti k rishte zaida dair tak nahi chalte.. πŸ₯€πŸ”₯ - 
Jis rishte main izzat ho... Wahan mohabbat kamaal ki hoti hai.. ❣️πŸ₯€πŸ’ž
A  : Jis rishte main izzat ho... Wahan mohabbat kamaal ki hoti hai.. ❣️πŸ₯€πŸ’ž - 
Deep lines... ❀πŸ₯€
A  : Deep lines... ❀πŸ₯€ - 
Good evening
A  : Gud evening friends... ❀😊 - 
Mujhe chahte hon gay or bhi chahne wale.. 
Magr mujhe mohbbt apni mohabbat se hai.. πŸ˜˜β€πŸ’•
A  : Mujhe chahte hon gay or bhi chahne wale.. Magr mujhe mohbbt apni mohabbat - 
Mujhe apni mohabbat per itna yaqeen to hain... 
Wo Hamain chorh sakta hai... Magr bhula nahi sakta.. πŸ’”πŸ₯€
A  : Mujhe apni mohabbat per itna yaqeen to hain... Wo Hamain chorh sakta - 
Dil ki dehleez per qadam rakh do.... Mere sare raste Faqat tumhare hain... ❀πŸ₯€
A  : Dil ki dehleez per qadam rakh do.... Mere sare raste Faqat tumhare hain... - 
Mukhtasir ye k ma uss ko chahti hon... Taweel ye k wo meri kismat ma nhi... πŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
A  : Mukhtasir ye k ma uss ko chahti hon... Taweel ye k wo meri kismat ma nhi... -