hum kese manai azaadi bajor main operation Aapne he mulk main hamare Bhai be Ghar Blochistan ki ladies Aaj Islamabad main bethi hai Aaj 30 35 din ho Gai hai Aapne pyaro ke lye Na Pani na gas nizam e insaaf khatam zulm Jabbar masjido ko Shaheed Kiya ja raha hai Aur phr kehty jashan e azadi Mubarak wah #darwesh
Yaha sub ki Aapni Aapni kemat hai koi husan pe bikta hai to koi doulat pe koi rutbo pe lekan in sub main say Jo Sub say behtareen bikna hai Wo ache kirdaar pe khobsourat kirdaar sub say mehgi chez hai #darwesh