zaroorato ka muhtaaj nhi main Dil ki krta ho main koi khas nh main B's samjh liye hai rawiye sub ke Maine ab koi Roth be Jai to manata nhi main #darwesh
hamesha wafadar ko he talash kare kio ke khobsourat chehre dhal jaty hai wafa hamesha taro taza jawan rehti hai iss ki khobsourati kabhi khatam nhi hoti #darwesh