Damadam.pk
Ali86's posts | Damadam

Ali86's posts:

Ali86
 

zamane say Juda hone ka wada nhi karta lekan Kafi jagaho pe Aap ke khatir nhi jaty hum
#darwesh

Ali86
 

Juma Mubarak ho Aap sub ko
#darwesh

Ali86
 

kese ho Aap sub
#darwesh

Ali86
 

Assalam Alaikum Aap sub ko Juma Mubarak ho
#darwesh

Ali86
 

Zarf Aala rakhe Har kisi ko Izzat de ya to acha insan mile ga ya phr behtareen sabaq
#darwesh

Ali86
 

Jab be Likho Kuch aisa Likho ke dil nhi to Kim say Kim Dimagh maan Jai
#darwesh

Ali86
 

Aur rafta rafta rafta hum sambhalty gai jab karm hua us zaat ka
#darwesh

Ali86
 

uska Badal Jana to banta tha hum ne us say bohat mehgi chez wafa Jo maangi thi
#darwesh

Ali86
 

pur khuloos ba Ikhlaq Aur mukhlis insano ko Yaha Sirf dukh milta hai
#darwesh

Ali86
 

Ro Lene de Aaj jee Bhar ke Aik Arsy say Ansoo Andar main dabai Bethe hai hum
#darwesh

Ali86
 

Assalam Alaikum Aap sub ko Juma Mubarak ho
#darwesh

Ali86
 

Shukar hai ke Itni si mushkil main zahir ho gay Aap
#darwesh

Ali86
 

kon tha kia hua kio hua kisaa taweel tha lehaz hum ne Khamosh reh kar har sub ko Jane diya Aur sub ghum khud sahe
#darwesh

Ali86
 

kon sa rishta Kaisa rishta ab ab ab Sirf paisa paisa paisa tera paisa Mera paisa ab ab ab Sirf paisaaaaaaaaaaa
#darwesh

Ali86
 

insan main har chez Baki rahi siwai Insaniyat ke
#darwesh

Ali86
 

moula koi Rasta khol main na umeed nhi hua tujhse Yaqeen hai Tum pe lekan rasty ki musaafato say thak Chuka ho
#darwesh

Ali86
 

حضرت علي سائين جو فرمان آ .......
وقت جي سختي کي ڏسي پنهنجي منزل تان نہ
هٽجو.!
ڇو تہ سختيون سچن ماڻهن جو ڏاج هونديون آھن

Ali86
 

Kuch sawalo ka kabhi jawab nhi milta wesey he the wo
#darwesh

Ali86
 

hum Itne Khas nhi ke koi bhrosa kar sakhe hum pe bas Aam say bande hai Aam si Baty hai
#darwesh

Ali86
 

Khushiya talash Karna chor de khushiya sub main bantna sekhe Insha ALLAH Khushiya sub say pehle Aapke Ghar dastakh de gi
#dawresh