sub rishty naty hawa bana ab Jo be ho ga Acha he ho ga
#darwesh
Assalam Alaikum Kese Hai Aap sub
Kuch khamosh Qurbaniya zaroori hoti Hai hamari Zindagi main kio ke Unke bagher be mana si hoti Hai Zindagi
#darwesh
Aur Kuch rahe na rahe hamesha insaniyat zinda rehne chahiye
#darwesh
mosam kesa be ho insan ko khud ko acha hona chahiye kio ke bahir ke mosam badalty rehty insan khud ki andar chupi achai ko kabhi na badale
#darwesh
Ache say pesh Aai sub say kio Ke Aap Insan hai Janwar nhi
#darwesh
Assalam Alaikum Aap sub kese hai
bhrosa pora rakhe Insha ALLAH Us pak zaat ki madad Aaty Nazar Aai gi
#darwesh
Alhamadulilah ALLAH Pak shukar hai Ab hamari Ammi ki tabiyat theak hai
#Shukar Hai ALLAH Pak ka
Assalam Alaikum Hamari Ammi ki tabiyat phr say kharab ho rahi plz dua kijiye plz
#darwesh
Lehjo ki takhiya batati hai mohbat Aaj be hai bas rabty nhi rahe wo Alag baat hai
#darwesh
ALLAH pak ki de hue nemato main say maa behtareen nemat hai kisi be insan ke zindagi main
#darwesh
Har insan azmat ke kail hai bas kuch log samjh paty hai di hue izzat kuch gawa dety hai
#darwesh
Guriya33 hamari behan Jisko koi agr ghalt fehmi hai to door kar de
#darwesh
Aur jo rasty hamari qismat main band ho wo sub say behtareen hai kio ke un rasto ko band krne wala ALLAH pak hai Aur Jo ALLAH pak krta hai bande ke haq main wo sub say acha krta hai
#darwesh
Sekh liya hai hum ne be ab Andaz e dunya jo jese baat krta hai hum be wesey he lehje main jawab dety hai
#rang e dunya
Bat say bat nikalty kuch na be ho to log hazar sawal krty
#rang e dunya
Log aaty jaty bs Aik dil hai Jo har baat pe bikhar jata hai warna logo ki bato ka to zihan Aadi ho gaya hai
#gonj
kemat Sirf Bikne walo ki hoti hai ache kirdaro ki nhi kio ke wo Anmol hoty hai unko khareed ne ke lye dunya ka koi paisa nhi bana
#gonj
main ab aksar rishto say shikwa nhi karta bas sabar kar ke kalma parh leta uske baad koi shikwa nhi rehta Murda logo say
#darwesh
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain