Damadam.pk
Ali86's posts | Damadam

Ali86's posts:

Ali86
 

Ehsaas e junoon agr zinda ho to insan Kisi be hal main nibha leta hai phr majboriya nhi Dekhi jaty
#gonj

Ali86
 

ishaq main Sirf do rasty hoty hai Aik ada Kiya jai ya dosra kaza Kiya ja tesra koi Rasta nhi Baki Jo Rasta hai munafiqat ka hai
#gonj

Ali86
 

hum ne har us insan say Rasta badalna behtar samjha Jo har jaga har Kisi ko muyasar tha
#gonj

Ali86
 

kab say jari hum pe karm uska pak zaat ka magar hum hai ke na shukri pe na shukri karty hai kabhi be shukar hamare labo pe nhi
#darwesh

Ali86
 

assalam Alaikum hamari tarf say sub ko juma mubark ho
#gonj

Ali86
 

Maine gehri khamoshi say jana kuch be ho jai Aah nhi bharni kisi ko nhi batana ke kitne qayamt guzri hai wajoud tak hel gaya hai
#darwesh

Ali86
 

rishto Aur talauq ki bunyad sachai pe Hoti hai agr talauq Aur rishty main sachai nhi to samjhe wo Sirf Waqt guzarne ka zariye hai
#darwesh

Ali86
 

Afzal tareen Amal ye hai ke insan har dard pe khamosh rahe kisi say kuch na kahe
#sabar e Jameel

Ali86
 

Phr peche kuch nhi reh jata siwai Afsoos ke insan Aik bar badal jai to phr pehle jaisa nhi ban sakhta
#darwesh

Ali86
 

band darwaze band rasty sub khol jaty hai Jab wo Kun
#Gonj

Ali86
 

Ab ki bar Kuch iss tarh say tote ge ke Tum chah ke be samait nhi Pau ge mujhe
#Gonj

Ali86
 

kamal hai na Jab Be tota insan to Kisi insan ki wajah say
#Gonj

Ali86
 

kabhi kabhi katra be samnadar jesa lagta hai muyasar Agr waqt na ho to Pal be sadiyo sa lagta hai
#Gonj

Ali86
 

hamari Zindagi main jo sub say ziada Hamare tawajah Aur Ehsaas ke kabil hai Wo Hamare Walden hai
#Gonj

Ali86
 

kon kaha kese Jai ga ye to nhi pata bs Zindagi say itni guzarish zaroor hai Jab be wo bewafai kre to Zara shor say kare Zara shor say kare
#darwesh

Ali86
 

Ye be to ho sakhta hai ke wo be to Andar say tot gai ho zaroori to nhi ke main he tota ho wo be to Insan hai jazbaat uske be zaroor bekhre ho ge Kitne barso main chaha uska be dil tota ho ga zaroori to nhi ke Sirf main he bikhra ho
#darwesh

Ali86
 

bohat sare Ajnabi Aapne numa chupe chehre bohat sari karwi baty lekar jee Raha ho Dekho main ye zihar kis tarh kis Khushi say pee Raha ho
#Safeer E Insan

Ali86
 

insan ko maaf krna chahiye kio ke insan jab Chala jata hai to phr loat ke nhi aata
#darwesh

Ali86
 

rafta rafta mit jai ga hamara Naam tak Aapko Khabar tak na ho gi
#darwesh

Ali86
 

assalam Alaikum Aap sub kese hai
#darwesh