insan ki Adat main ye baat Khas hai Ke wo Pehli mohbat Kabhi nhi bhoulta
#darwesh
Kuch Rishto Aur bato Ka Kisi ke Pas koi jawab nhi hota Bs Wo Khas aisi Aziyat dety hai jus KO chah ke be bayan nhi Kiya ja sakhta
#Talakh
Assalam Alaikum sub KO meri tarf say Eid Mubarak ho
mohbato Ka to pata nhi Albata Time pass log Yaha khob karty hai
#Haqeeqat
yaha sachi mohbat Aur Achi Soch ki kadar nhi Yaha chalakiya dhokha Aur dekhawa Ehmiyat Rakhta hai
dil ki baat Dil rehne do Tu ba Wafa hai ya bewafa ye behas Ab mujhe Achi nhi lagti Jab Tujhse wabastagi he nhi to shikwa kesa
gila kesa
#yaar e man
Andaz e bewafai Aur Dunya dari mujhe be Aati hai Magar main fitratan insan ho
#darwesh
shukar hai jitni guzri Kamal guzri be misaal guzri la zawal guzri
#darwesh
yaha Har shakhs KO behtar say behtar ki talash hai koi be khud Ko behtar karne ki koshish nhi karta ta ke Kisi ek ki talash to pori ho
#darwesh
wo bewafa nhi wo bohat ba adab hai Iss lye sub say Wafa karta hai
#dekhawa
mujhe Har wo lamha Aziz hai Jo tere sath guzra
#Sukoon
bilawajah khamosh koi nhi rehta Lafzo ke tamashe say Aur dard say log khamosh reh Kar us dard Ko Kim karni ki koshish karty
#la zawal Dard
mohbat ki mana samajhna Yaha munkin nhi Kio ke mohbat Haqeeqi Yaha Ab koi karta he nhi
#sub dekhawa
Mukhlis logo ke muqdar main iss Dunya main sirf tanhai Aati hai
#Ajeeb
sachi mohbat Aur sache log ab nhi Milty Yaha
#dekhawa
kon Dil lagai yaha bhala har koi yaha Waqt guzar ne wala hai haqeeqi jazbe yaha koi nhi rakhta
#karwa magar sach
Shoq e yar na Rakh umeed Wafa na baand Fani say
#darwesh
Jab niyat sachi Aur Talauq paka ho to Lafzo ki zaroorat nhi parti Ehsaaso ko zahir karne ki
#sukoon E wafa
iss mukhtasar si Zindagi main Umeed E wafa na Rakh Kisi say
#haqeeqat
sub say Muskra kar Mila kare dil main Jo baat hai wo samne bol ke dil saaf Kiya kare
#darwesh
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain