Ye be to ho sakhta hai ke wo be to Andar say tot gai ho zaroori to nhi ke main he tota ho wo be to Insan hai jazbaat uske be zaroor bekhre ho ge Kitne barso main chaha uska be dil tota ho ga zaroori to nhi ke Sirf main he bikhra ho
#darwesh
bohat sare Ajnabi Aapne numa chupe chehre bohat sari karwi baty lekar jee Raha ho Dekho main ye zihar kis tarh kis Khushi say pee Raha ho
#Safeer E Insan
insan ko maaf krna chahiye kio ke insan jab Chala jata hai to phr loat ke nhi aata
#darwesh
rafta rafta mit jai ga hamara Naam tak Aapko Khabar tak na ho gi
#darwesh
assalam Alaikum Aap sub kese hai
#darwesh
Kisi ko izzat de behad de agr phr be wo Aapka na ho to phr sub say behtar amal ye hai ke uska dobara kabhi zikar tak na kare
#darwesh
Judai to honi thi chahat inteha ko jo pohchi
#lazawal
Zaroori nhi ke har chahi hue chez hamain mil be jai kuch faisly muqdar ke be hoty hai
#darwesh
Bohat kuch seh andar main daba ke phr say muskra dena afreen aziyat
#darwesh
Kabhi jazbo ka shikwa kabhi rawiyo ki gila kese bhale Aapke hoty hum itni khamiya lekar
#darwesh
Kisi ko kia kahe Ab jo jaisa hai acha
#darwesh
Assalam Alaikum juma mubark ho
#darwesh
Adab ikhlaq tehzeeb dar guzar sabar sila rehmi ye sub wo cheze jin say kisi muwashary main nazam Aur zabat qaim rehta hai Lekan Afsoos ye sub hamare yaha khatam hota ja raha hai
#Darwesh
Waqt sub say imtehan leta hai kis ko kia majbori dekar kisi ko kia matlab yaha jene ke lye larna parta hai
#ALLAH pak madad farma
Hamari Ammi ki tabiyat bohat kharab ho gai hai plz Dua kare plz
Aap sub say Aik guzarish hai hamain us waqt koi bat samjh main nhi Aa Rahi Bas Ho sakhe to Plz Dua kijiye ga Hamare haq main