assalam Alaikum hamari tarf say sub ko juma mubark ho
#gonj
Maine gehri khamoshi say jana kuch be ho jai Aah nhi bharni kisi ko nhi batana ke kitne qayamt guzri hai wajoud tak hel gaya hai
#darwesh
rishto Aur talauq ki bunyad sachai pe Hoti hai agr talauq Aur rishty main sachai nhi to samjhe wo Sirf Waqt guzarne ka zariye hai
#darwesh
Afzal tareen Amal ye hai ke insan har dard pe khamosh rahe kisi say kuch na kahe
#sabar e Jameel
Phr peche kuch nhi reh jata siwai Afsoos ke insan Aik bar badal jai to phr pehle jaisa nhi ban sakhta
#darwesh
band darwaze band rasty sub khol jaty hai Jab wo Kun
#Gonj
Ab ki bar Kuch iss tarh say tote ge ke Tum chah ke be samait nhi Pau ge mujhe
#Gonj
kamal hai na Jab Be tota insan to Kisi insan ki wajah say
#Gonj
kabhi kabhi katra be samnadar jesa lagta hai muyasar Agr waqt na ho to Pal be sadiyo sa lagta hai
#Gonj
hamari Zindagi main jo sub say ziada Hamare tawajah Aur Ehsaas ke kabil hai Wo Hamare Walden hai
#Gonj
kon kaha kese Jai ga ye to nhi pata bs Zindagi say itni guzarish zaroor hai Jab be wo bewafai kre to Zara shor say kare Zara shor say kare
#darwesh
Ye be to ho sakhta hai ke wo be to Andar say tot gai ho zaroori to nhi ke main he tota ho wo be to Insan hai jazbaat uske be zaroor bekhre ho ge Kitne barso main chaha uska be dil tota ho ga zaroori to nhi ke Sirf main he bikhra ho
#darwesh
bohat sare Ajnabi Aapne numa chupe chehre bohat sari karwi baty lekar jee Raha ho Dekho main ye zihar kis tarh kis Khushi say pee Raha ho
#Safeer E Insan
insan ko maaf krna chahiye kio ke insan jab Chala jata hai to phr loat ke nhi aata
#darwesh
rafta rafta mit jai ga hamara Naam tak Aapko Khabar tak na ho gi
#darwesh
assalam Alaikum Aap sub kese hai
#darwesh
Kisi ko izzat de behad de agr phr be wo Aapka na ho to phr sub say behtar amal ye hai ke uska dobara kabhi zikar tak na kare
#darwesh
Judai to honi thi chahat inteha ko jo pohchi
#lazawal
Zaroori nhi ke har chahi hue chez hamain mil be jai kuch faisly muqdar ke be hoty hai
#darwesh
Bohat kuch seh andar main daba ke phr say muskra dena afreen aziyat
#darwesh
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain