har rishty ko Ehsaas ke Sath nibhaty hai hum ab Aap aisa kare kr le baty sub say magar koi be aisa mil jaye Jo nibhai Hamari tarh to hum kahe ge hum ghalt #wafa
bohat bharm tha dunya main khud pe Aakhrat ka Jese he Khayal Aaya to dekh ke Khud ke Amal Sar sharm say jhuk gaya Ab Sirf Us Azeem zaat ke karm Ka Asra Hai Baki hamare hath Aur daman Khali hai hum bas Us ke karm ke sawali hai bas karm kr Malk #darwesh