Damadam.pk
Ali86's posts | Damadam

Ali86's posts:

Ali86
 

sorry🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

Ali86
 

Afsoos Aapko hamara farq tak nh parta
#Dost

Ali86
 

hum manty hai hum bohat bure hai Albata kisi say be Aaj tak ikhlaq say gire hue baat nhi ki
#Dost U

Ali86
 

sub door ho Jai hum say hum bohat khatarnak hai address poch kr aghwa kar lety hai to jitna ho sakhe Aap sub hum say door rahe
#u

Ali86
 

Masha ALLAH bohat acha kiya Shukriya yahee umeed thi
#U

Ali86
 

sub ke sub bagre hue Kam ban Jai moula ab ke baar Kuch aisa karm kar hum sub sanwar Jai
#Ameen

Ali86
 

kia Aapko maloom hai Kuch logo ko dunya Dari bilkul nhi aati magar unka Sath nibhana Kamaal ka Hota aisy mukhlis rishto ki logo ki nazar main Kadar nhi hoti Jab ke Aisy log milna Aaj kal ke zamane main milna ghanemat hai
#darwesh

Ali86
 

har us insan ko insan kabhi nhi bhoulta jis ne usko us waqt main chora jab usko uski sub say ziada zarorat ho
#darwesh

Ali86
 

Dua kare hamari Ami ki tabiyat bohat kharab hai wo theak ho jai
#dua kare plz

Ali86
 

Dua kare sub Hamari Ami ki tabiyat bohat kharab hai
#plz Dua

Ali86
 

Yaha sub say ziada log Unko dukhaty hai Jo Bohat ba ikhlaaq ho kio ke Wo Dil dukhne pe be Kisi ko ghalt tarz ki galiya nhi de sakhty
#khair Khush rahe

Ali86
 

shukriya
#dost u

Ali86
 

har rishty ko Ehsaas ke Sath nibhaty hai hum ab Aap aisa kare kr le baty sub say magar koi be aisa mil jaye Jo nibhai Hamari tarh to hum kahe ge hum ghalt
#wafa

Ali86
 

bohat bure hai hum magar yaqeen Mani begherat nhi
#zameer

Ali86
 

har rishta nibhaty hai hum magar log Yaha Aksar hum say door chale jaty hai Chalo Aaj say hum door chale jaty hai sub say
#wafa

Ali86
 

kis tarh log sagreet Jesi Gandi photo upload krty hai

Ali86
 

insan Jab tehzeeb ke Dairy main aata tab wo jakar insan banta hai
#darwesh

Ali86
 

bohat bharm tha dunya main khud pe Aakhrat ka Jese he Khayal Aaya to dekh ke Khud ke Amal Sar sharm say jhuk gaya Ab Sirf Us Azeem zaat ke karm Ka Asra Hai Baki hamare hath Aur daman Khali hai hum bas Us ke karm ke sawali hai bas karm kr Malk
#darwesh

Ali86
 

na Jane kia haal ho ga Amal Kuch be nhi hala ke wo bohat he aandhere jaga hai bs Karm Karna moula hamara koi Hal nhi bs Reham krna
#darwesh

Ali86
 

kabhi aaeina Dekho to Itna zaroor sochna ke Rab ne Aapko kitna khobsourat banaya hai Masha ALLAH
#AF