Salam kar hamare hoslo ko tere bary main Sub Kuch Jan ke be tere samne Anjan banty hai ta ke to sharminda na ho hamare samne
#Zarf Aala
Hamari Sari khushiyo say juri hue taqdeer ho Aap Jis ki zamane ko talash hai aisi he Khazane say bhari sandooq ho Aap
#Darwesh
saya tak Aapna bhoul gaya ho main shayad Teri mohbat main bhatak gaya ho
#intezar e yar
Kisi se kia umeed kare sub ache hai
#darwesh
zaroori nhi ke jisko chahe hum wo mil be Jai Aksar Dil say Dil nhi milty Yaha
#mohbat
momin to nhi Albata hum ne kisi ka Jan bojh ke kabhi Dil be nhi dukhaya
#be gharz
sub say mushkil Rasta haq ka hai jis pe chalne Wala insan Akela reh jata hai
#darwesh
logo ko Asar nhi hota Kise ke Feelings ka
#Matlabi
hum har guzarty pal ke Sath mout ke Aur kareeb Aaty ja rahe hai Aur Zindagi haseen dhokha bohat jald tamam ho gi
#darwesh
Aa nind Zara chalty Aaj unko chupke say khawab main dekhty hai suna hai wo bohat khobsourat baty krta Chalo phr Aaj un say baat krty hai Nind mujhe mat jagana bohat si man ki baty krni hai Aa nind Zara chalta Unko khawab main milty hai
#Ehsaas E Khas
#Ehsaas say khas
Kon hai wo hamara kabhi waqt Mila to khob batai ge sub ko
#momin
rawiyo ki talkhiyo ko samjhne ke lye pehle lafzo ki gehrai ko samjhna parta hai
#deep
mere lehje ki narmi usko pasand nhi thi shayad iss lye usne mujhe toor ke pathar numa ban ne majboor Kiya
#bs Koi nhi
kia khob Farmaya kisi ne Ke Aap aisy logo ke lye waqt barbaad mat kare Jin ki nazro Main Aapki Ehmiyat na ho
#izzat e nufs
Hum Jo ye jee rahe Kia Ye Haqeeqat pasandi jee rahe
#soche?????
hum Jin ke lye Aapna sub Kuch Qurban krne lo tayar the unko Hamari kidar he nhi
#dil E nadan
Aapni nasle sanwarni hai to unko islami ki tareekh khud parhai bajai molaviyo ke kio Aap Jo batai ge Aulaad ke bhalai Aur Aapni akharat ke lye
#Darwesh
Aur haya ki Chadar Mehange mehalo say ziada kematy hai kio ke ye izzat ki Alamat hai
#darwesh
Har chez fana hai phr ghuroor kesa anaa kesi zid kesi khushiya banty rahe kab waqt guzar Jai Pata nhi kisi ko
#darwesh
hamari tarf say sub ko teesri sehri Mubarak ho
#rehmat
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain