Kiya bachey kal raat se shor macha rahey hen?
In English
Have Children been shouting for previous night?
Present Perfect Continuous Tense
Kiya hum subha se sabaq yaad kar rahey hen?
In English
Have I been learning the lesson since morning?
Present Perfect Continuous Tense
Mein 2 ghante se akhbaar padh raha hoon
In English
I have been reading newspaper for two hours
Present Perfect Continuous Tense
Mein subha se warzish kar raha hoon
In English
I have been taking exercise since morning
Ye Present Perfect Continuous ka sentence hay
Allama Iqbal
Tal na sakte they agar jung mein add jate they
Paon sheron k bhi medaan se ukhad jate they
Tujhse sarkish hua koi to bigad jate they
Tegh kiya cheez hay hum toap se ladd jate they
Naqsh toheed ka har dill pe bethaya hum,ne
Zer e khanjar bhi ye peghaam sunaya hum,ne
Paraye pann ke wasi o areez duniya mein
Ye ik khushi he bhot hay k dard apna hay
Mosam tha be,qarar tumhen sochte rahey
Kal raat baar baar tumhen sochte rahey
Sub apni zaat k karb o bala ke qeid mein hen
Or aik hum k jo ab tak wafa ke qaid mein hen
Kab tak kisi k soag mein royen gey Beth kar
Hum khud ko kitni baar ye samjha kar ro pade
Us k ane ke aas mein Atish
Raste raat bhar nahi sote
Din guzarta hay to ho jate hen labb khushk mere
Sham dhalti hay to ankhen meri bhar ati hen
Abhi abhi mein mila hoon judai mein tujh se
Abhi abhi meri ankhon se khwaab guzra hay
Hum log khizaon ka assassa hen meri jaan
Girte huey pedon ko sanbhale na diya kar
Muhabbaton mein dillon ka ye haal rehta hay
Khushi mile bhi to ranj o malaal rehta hay
Rooh bujh gayi jese ankh jal gayi jese
Aik dill ke veerani sub nigal gayi jese
Shano pe dhalak aya hay ik Chand ka tukda
Chehre pe teri zulf ka khum khilne laga hay
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain