➡What kind of Complaints can be entertained by NR3C ? The NR3C FIA can entertain the following category of complaints ☑Un-Authorized Accessed (Physical Information system, digital data, personal Identity) Email hacking, Fake id on social media (Facebook, Twitter, Google Plus) Online Fund Transfer Fraud through bank, ATM, Easy paisa, U-paisa, Time pay or any other online fund transfer facility Impersonation and defamation on social media ( Facebook, Twitter, Google Plus)
➡Can I go for the Cyber Crime Zones office directly in order to register my complaint ? ☑Yes, you can go there personally with your written application and relevant material ➡How can we report any Incident which falls under cyber crime ? ☑You can visit our website and register your complaint or you can email us on helpdesk@nr3c.gov.pk or send written application with your complete credentials (Name, Address, CNIC, and Contact No.) and details of your complaint to the Director NR3C-FIA, National Police Foundation Building, 2nd Floor, Mauve Area, G-10/4, Islamabad
> jab 3 ya 4 rakat wali farz namaz (akele) padh rahe hain aur dusri rakat mein 'attahiyat' padhne ke baad daurd shareef ka 'Alla humma sallae ala Muhammad' tak padh diya aur phir khada hona yaad aa gaya aur khade ho gae to bhi 'sajda e sahu' karna hoga, lekin isse kam padha to 'sajda e sahu' nahi karna hai. lekin agar nafil namaz padh rahe hain to darud shareef padh lene par bhi sajda e sahu karne ki zarurat nahi. > Hum attahiyat padhne ke liye bethe lekin attahiyat ki jagah galti se kuch aur padh diya to bhi 'sajda e sahu' karna hoga.
> Agar surah padhne ke baad bhi ruku mein nahi gae, balke khade rahe aur itni der khade rahe jitni der mein 3 baar subhanAllah bol sakte hain to bhi 'sajda e sahu' karna hoga. Isliye surah ke foran baad ruku mein chala jana chahiye.
> Agar bhool kar 2 ruku kar liye ya 3 sajda kar liye to 'sajda e sahu' kar lo, agar kam kiye jese ruku hi nahi kiya, ya 1 sajda kiya to 'sajda e sahu' se namaz sahi nahi hogi balke dobara padhna hogi. > Agar 'alhamdu' ke baad hum ye sonchne lage ke kaun si surah padhen aur itni der tak surah na padhi jitni der mein 3 baar subhanAllah bol sakte hain to bhi 'sajda e sahu' karna hoga. Isliye alhamdu ke foran baad surah padh lena chahiye.
Namaz ke wajib kya hain ------- (1)Alhamdu parhna or (2) is k sat koi surat milana.(3)faraz Namzon ki pehli 2 rakato me qira"at karna.(4) Alhamdu ko sorat se pehle parhna (5) ruko kar k sidha khada hona(6) dono sajdo k darmiyan bethna(7) agar 3 ya 4 rakat namaz padh rahe hain to dusri rakat mein attahiyat ke liye bethna(8) atTAHIYAT parhna(9)lafz-e-salam se Namaz khtam karna(assala alykum wa rahmatullah kahte hue) (10) zuhar or asar ki Namaz me qira"at aahista parhna.(11) imam k liye magrib or esha ki pehli dono rakato or fajar, juma, edain or taravih ki sab rakato me qira"at buland awaz se parhna(12) vitar me dua-e-qunot parhna (13) dua- e-qunot se pehle takbir kehna(14)edain me 6zaid takbir kehna.
Ye bhi samajh len ke 'sajda e sahu' kab karna zauri hai. (1) Agar namaz ke waajib mein koi galti ho gai ya wajib ada nahi kiya to 'sajda sahu' karne se namaz thik ho jaegi, agar waajib mein galti hone ke baad bhi 'sajda e sahu' nahi kiya to namaz nahi hui, balke wapas padhna hogi.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain